LAG JAA GALE LYRICS IN ENGLISH and HINDI

 LAG JAA GALE LYRICS


Song details

गाना / Title: लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो - lag jaa gale ki phir ye hasii.n raat ho na ho

चित्रपट / Film: वो कौन थी-(Woh Kaun Thi) - 1960

संगीतकार / Music Director: मदन मोहन-(Madan Mohan)

गीतकार / Lyricist: राजा मेहदी अली खान-(Raja Mehdi Ali Khan)

गायक / Singer(s): लता मंगेशकर-(Lata Mangeshkar)

राग / Raag: Pahadi




LAG JA GALE LYRICS IN ENGLISH

Lag ja gale ki phir ye

Haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat Ho no ho

Lag Ja gale ki phir ye

Haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat ho no ho

Lag ja gale he he....


Hum ko mili hai aaj ye

Ghadiyaan nasib mein

Ji bhar ke dekh lijiye

Hum ko qarib se

Phir aap ke nasib mein

Yeh baat ho na ho

Phir is janam mein

Mulaaqat ho no ho

Lag ja gale ki phir ye

Haseen raat ho na ho

Lag ja gale...


Paas aaiye ki hum

Nahin aayenge baar baar

Baahein gale mein daal ke

Hum ro le zaar zaar

Aankhon se phir yeh

Pyar ki barsat ho no ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat ho no ho


Lag ja gale ki phir ye

Haseen raat ho na ho

Shaayad phir is janam mein

Mulaqaat ho na ho

Lag ja gale ki phir yeh

Haseen raat ho na ho


Lag ja gale lyrics in Hindi

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले से ...


हमको मिली हैं आज, ये घड़ियाँ नसीब से

जी भर के देख लीजिये हमको क़रीब से

फिर आपके नसीब में ये बात हो न हो

फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये हसीं रात हो न हो


पास आइये कि हम नहीं आएंगे बार-बार

बाहें गले में डाल के हम रो लें ज़ार-ज़ार

आँखों से फिर ये प्यार कि बरसात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो


लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो

शायद फिर इस जनम में मुलाक़ात हो न हो

लग जा गले कि फिर ये हस्सीं रात हो न हो


Post a Comment

0 Comments